Ek awaj hamesa dil se ati hai:
Jeevan me kuchh karna hai,
Kyoki har ek ko marna hai,
Marne se pahle mar jao,
Kuchh karne k liye mar jao,
Kyoki jeevan milta ek bar hai,
Jisme mayamoh hajar hai,
Lekin vo awaj atma ki awaj hai,
Jo safalta ka agaj hai.
0 comments:
Post a Comment